Ya kiya ka tum nay mohabat ka wasta day kar
Hamari ankhoon ko bandaha hai rat jagoo ka azab
** by Dilsay**
Ya kiya ka tum nay mohabat ka wasta day kar
Hamari ankhoon ko bandaha hai rat jagoo ka azab
** by Dilsay**
Wah…bohat khoob Dilsay :k:
Bohat khoob, :k::k:
Yaar waqee dilsay .... hum nay kaha tha na "na hanssa kar ujarr halon par"
:k:
bhai mein ne apki kavish mein apne khayal se kuch raddo badal kiya hai shayad apko pasand ajae
[quoted: Hamari ankhoon ko bandaha hai rat jagoo ka azab]
**
meri ankhoon ko baksha hai ratjagon ka azab**
apne aara se zaroor mustafeez kejeyeyaga, shukriya.
[QUOTE]
*Originally posted by Bhooli Bisri: *
bhai mein ne apki kavish mein apne khayal se kuch raddo badal kiya hai shayad apko pasand ajae
[quoted: Hamari ankhoon ko bandaha hai rat jagoo ka azab]
**
meri ankhoon ko baksha hai ratjagon ka azab**
apne aara se zaroor mustafeez kejeyeyaga, shukriya.
[/QUOTE]
**
App ke koshish behi achi hai....
jis ko jis taraha ratgagay milay hoon vo usi taraha likhay ga na... hamaray laya us kay pass bakshish behi nahi thee... jo kuch behi us nay diiya baas rooh kay sath bandah he diya... yaad, dard, aur ratgagay... **
Dilsay acha likha aap nai but sad.... i think kai acha nahi hua :(
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
**
App ke koshish behi achi hai....
**
[/QUOTE]
Dilsay suna hay koi phool kay badlay bhainss lay gia ... yeh kog bhi kitnay aqal kay andhay hain .... ussay to koi mouft main gobi ka phool bhi na day :D
very nice dilsay :k: