Ya Allah Mujhay SH. Rasheed Jaisa na bana

Re: Ya Allah Mujhay SH. Rasheed Jaisa na bana

realpolitiking hey bhaiya…karna parrta hey… “When in Rome, do as the Romans do.”

ab sawal ye hey ke phir ‘romans’ meiN aur in meiN farq kya reh jaey ga? Acha sawal hey :clap: bahut intelligent ban rahey ho??? :smiley: … ye log mulk ka beirra’gharq to kar hi chukey heiN … ab is sey ziada to koi chahey bhi to mazeed beirra’gharq nahi kar sakta… my two cents :hmmm: