Ya alam hai dil ka
Tujahay dekhnay kay baad
Na apna pata hai
Na kisi kee khabar hai is koo
Taray chahray par
Talash karta raha khushi kay naqsh
Tari ankhoon main apni jagaha nazar na aye
Tu paas thee phir behi door see lagee
Zindagi kitni majboor see lagee
Mainay nay chaha ka ajj had kar doon
Taray samnay sir nagoo kar doon
Chaha tu bohat par na kar saka asa
Tari ak jhalak kafi hai zindagi kay liya
Tari bay rookhi kafi hai bandage kay liya
Tu jaa rahee thee tujahay dekhta raha
Tu jaa chooki thee tujahay dekhta raha
Ajeeb rishta joora hai tum nay rastoon say
Kabi taray anay ke khushi say rah dekhta tha
Aab taray janay ka dukha say rah dekhta hoon
Thanks alot for your nice comments and i like this of my piece more thn before it was written as it happened… i will keep it up keeping in mind that you want to read it…
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Ya alam hai dil ka
Tujahay dekhnay kay baad
Na apna pata hai
Na kisi kee khabar hai is koo
Taray chahray par
Talash karta raha khushi kay naqsh
Tari ankhoon main apni jagaha nazar na aye
Tu paas thee phir behi door see lagee
Zindagi kitni majboor see lagee
Mainay nay chaha ka ajj had kar doon
Taray samnay sir nagoo kar doon
Chaha tu bohat par na kar saka asa
Tari ak jhalak kafi hai zindagi kay liya
Tari bay rookhi kafi hai bandage kay liya
Tu jaa rahee thee tujahay dekhta raha
Tu jaa chooki thee tujahay dekhta raha
Ajeeb rishta joora hai tum nay rastoon say
Kabi taray anay ke khushi say rah dekhta tha
Aab taray janay ka dukha say rah dekhta hoon
by: Dilsay
[/QUOTE]
wonderful dilsay brother
but kis ko dekhnay k baad ;) hamay bhi tu pata lagay kisko dekhnay k baad hamaray brother ji nay ye poem likh dali !
Thanks alot for your nice comments and i like this of my piece more thn before it was written as it happened... i will keep it up keeping in mind that you want to read it.... :)
[/QUOTE]