Re: y do uncles like to bully lil kids
*tehreek chalanay say pehlay apnay is panda ko khana feed kar dena, kahi tehreek kay duran kissi jalsay mai gum ho jaye.
Uncles ka lil kids bully karnay ki few wajoohat
1) beewi ka ghussa, and wo chapar jo unho nay mara ho uska ghussa online nikalna
2) ganday ganday khiyaal ana aur depress ho jana aur phir wo bahir nikalna
3) facebook ka down ho jaana.
Magar gupshup par gintee kay 1 - 2 uncles haiN, magar auntiaN itni haiN jitni ghoray ki dum kay baal hote haiN.
Hope it helps.
Shukriya.*