Re: y do uncles like to bully lil kids
koun say uncle ne:hmmm:
naam to baytao:hmmm:?
Re: y do uncles like to bully lil kids
koun say uncle ne:hmmm:
naam to baytao:hmmm:?
Re: y do uncles like to bully lil kids
dushman unkle ne
Re: y do uncles like to bully lil kids
![]()
dushman kyun mara
![]()
wo burhay ho gae hain.unki baat ka bura nahi mana karo
Flooder-e-Azam kay saath wala cell khalee hai. Wahan bahjwaan doun kya? ![]()
isnai mujh ko kuch bolaa thaa.. kiyaa bola tha wo bhool giyaaa… ![]()
pagli meri dost hai .aap ko os say dar nahi lagta??
koi cell aisi nahi bani jis main main poori aaon
to bhool janay pe pagli ko mara
pata haina jab pagli ko ghussa aa jae to wo kya karti hai
patta hai.. shopping par jaate hai.. par sanou kii..Sunny ki shamat aaye ge.. ![]()
mein masoom hun meine kuch nai bola ![]()
yaad karnai du mujhaitum nai kiya bola thaa .. :o
apne chote dimagh par zor mat dalna:mocking:
muje yeh nahi pata tha
pagli agli dafa ghussa ae to muje bhi le ke jana
dushman haina .un say paisay mango.Apnay uncle hi hain yeh bhi:hmmm:
itnay paisoon ka kya karien ge bechare:hmmm:
Re: y do uncles like to bully lil kids
K337.. next time an uncle bullied u.. You do the same to them ![]()
Re: y do uncles like to bully lil kids
that is what we r doing here
Re: y do uncles like to bully lil kids
*tehreek chalanay say pehlay apnay is panda ko khana feed kar dena, kahi tehreek kay duran kissi jalsay mai gum ho jaye.
Uncles ka lil kids bully karnay ki few wajoohat
1) beewi ka ghussa, and wo chapar jo unho nay mara ho uska ghussa online nikalna
2) ganday ganday khiyaal ana aur depress ho jana aur phir wo bahir nikalna
3) facebook ka down ho jaana.
Magar gupshup par gintee kay 1 - 2 uncles haiN, magar auntiaN itni haiN jitni ghoray ki dum kay baal hote haiN.
Hope it helps.
Shukriya.*
Re: y do uncles like to bully lil kids
mujahy ghar main itni daant perh chuki hoti hai k i barely care how uncles daant me here.
wasay bhi i barely agree with their perceptions...so watever!