-- X2 ka Aashiyaana ...

Re: – X2 ka Aashiyaana …

Ms Juliana Waters, ap sif-e-shikan nai hosakteen, warna Joseph aap ko utha lay jaiga :-p

Mullah ki dorh masjid tak smacked
aap uss X-20 main say ‘Black Zero’ ko ura dain to sirf X2 bach jaiga :-p

bolay to Qayam-Makhan Bawarchi hain mosoof ? :s
hamain to kuch aur hi bharam karai thay :-p

‘Kaalay Siffar’ kay Baray bhayya hain :-p

lol, ji haan wo to iss tapkay thay iss thread main ‘rooh pharak’ uthi thi… q k kisi nay naam lia tha, aur yeh hazrat baatlee kay jin ki tarah naam ‘ragarnay’ say fatak say zahir hojaatay…
Btw, you are not the last one :-p