Wujuh-e-ramish na daryaft kariyo
anmol shakhs ka khayal-e-bazm hai
na cheriyo, aaj tang mujhay mat kariyo
dast-e-araam hoon aur…
hai bisram, usi ka khayal-e-bustan
arey mat kahiyo, aaj bus door hi rahiyo.
laj bhara lahja…
shireen-o-shaista,
haya khawat hain…
gul-e-pariyaan bhi hoon nadim,
jab bisarat mein hu…
dahakta gul-e-andaam us ka
mein hoon bus, usi ke khayal mein
meri soch mein, aur khayal na bhariyo
Jan 24th 2005. 1 AM.
![]()