mai to kahogi bicherne say pehle sooch leh ke
meri chahat ko thukraya nahi karte
woh din jo beet gaye saath saath hamarey
un dino ko itni asaani say bholaya nahi karte
anjaan ban kar hamarey lie jeena mumkin nahi
woh lamhe jo aik saath guzarey hain
woh dobara kabhi aya nahi karte