Salam
Jii hai abb app sooch rahay ho gay kay hum abb kia cheez lay kar appkay samnay aie hai . . . . . jii bus woh he jo ajj kal logo kay pass humheshah rahta hai Jii hai woh hai app ka ( Cell phone ) tu jii humhari zindage mai ajj kal ( cell ) boohat ahmeyat rakhta hai , hum kabhi bhi kese bhi waqat kese say bhi contact kar saktay hai . . . chahay woh meeting mai ho , yah Tv dekh raha ho yah Song soun raha ho yah khana khaa raha ho yah phir TOILET mai ho . . . . kahe bhi hum contact kar saktay hai . . .
so abb humharay pass boohat calls ati hai humharay doosto or humharay jannay walo ke . . . . . or kabhi kabhi Wronge calls bhi aajati hai . . . . . .
so kabhi app logo kay sath itafaq howa hai kay app kay app koie intresting wronge call aie or woh zindage bhar app ko yaad rahe or app ko hansati rahe ![]()
Jii hai humharay pass boohat wronge calls aie or kafi mazay mazay ke baat hoie magar aik jo humharay pass aie woh hum kabhi nahi bhoolaa sakay , tu us kay baray mai hum app ko batatay hai.
- aik bar howa asa kay hum appnay room mai aram say leetay howay tha or appni soocho mai ghoom tha kay achanak humharay cell ke ghanti baji humnay appna cell dekha tu us par Lahore ka number aaraha tha . . . humnay soocha shayed humharay cousin ka ho , tu humnay line On kari or bola . .
janwar * hello *
Punjabi dude * salam paie mai Basheer bol raha ho *
janwar * jii koun basheer *
Punjabi dude * pie tusi saleem bhai ? *
janwar * aray app ko nahi pata saleem bhai ka kal intaqal ho geyah *
Punjani dude * (shocked) ( zor ke awaz ) kiaaaaaaaaaaaaaaaa , kab kesay *
janwar * bhai kal us ka accident ho geyah tha , kafi chootay aie or woh bardashat nah kar paie or intaqal kar gaie *
Punjabi dude * kesay howa accident *
janwar * bhai un ke bike ghadhay say takraa gaie thi *
Punjabi dude * (bhari hoie awaz ) bhai un ko dafna deyah kia ? )
janwar * nahi kal tadfeen hai *
Punjabi dude * bhai mai ajj he aaraha ho pahle jahaz ke ticket say , wesay app koun bol rahay hai *
janwar * jii mai un ka chacha ka larka ho *
Punjabi dude * bhai bus mai ajj ka jahaz pakar kay foran aaraha ho *
janwar * acha jii ALLAH Hafiz *
hangedup . . .
hahahahhahahahahahahahhahahahaha
us kay bad jo mai hansa ho jo mai hansa ho nah poocho app . . . . . .
in last phir afsos howa kay yaar kese zinda admi ko mar deyah manay magar doosari khooshi yah hoie kay chalo is bahanay woh karachi aakar appnay rishtaydaro say tu mil lay ga .
or bhi boohat tafree ke hai manay
but bad mai . .
so app logo kay sath koie itafaq howa hai . . . .
agar howa hai tu zaror share karay .
Shukreyah .
ALLAH HAFIZ