Re: Would you keep guns at home?
aur itna darnay ki zarurat nahe ahi khawateen ko. lardna khwateen ka nahe mardon ka kaam hota hai. marna hai to mardon ne hi marna hai na. aur security bhi khawateen k nahe mard k zimay hoti hai to jb mard hazraat nahe dartay to applog kis liay dartay ho?
apna dil muslims ki tarah barda karo. wo bhi to hotay hn na jo maidaan e jung me dushmanon ki aur apne hi logon ki laashein dekhtay aur uthatay hn. agar aesa hi chalta raha to phir muslim khawateen gaen kaam se. be brave like sihabiyas(RA).
Ok?
:)