Re: Working Moms/SAHM/Wives/Financially Independent Women
Uffo
Aag kyun lagne lagi? Chaar shadiyan karni hai to karke dikha do. Chaar biviyan agar sar pe baal aur wallet mein khanay ke do paisay chor dein to mein man jaungi.
Kehne ko to sab kuch kiya ja sakta hai.