Re: WORK
haan wo to mien deta hoon..uski tension nahin hai…par ye teesra hissa kaafi mushkil kaam hai…
Re: WORK
haan wo to mien deta hoon..uski tension nahin hai…par ye teesra hissa kaafi mushkil kaam hai…
**Family ke liye ???
Hmmm… Phir Uska 6th hissa de do.
Lekin apni family ko kuch na kuch to dena chahiye, sab khush aur sab ki duaein…**
Re: WORK
arre mene kab kaha mien family ko kuch nahin deta..lolz
Sidra aap kaam nahi kerti abhi tak i think
jis din lag jao gi na us din ye division system poocho ga main aap se ?
**Kaam kar rahin hoon is liye hi to keh rahi hoon!
‘Student job’**
Re: WORK
^ you are not a pure professional, do you divide your salary the way you were telling us..
**
Haan jee !
Itne saare €€€€ rakh ke maine kiya karna hai ?**