i made it 7 years before … is ley ab yeh moin ja daro ki khodayee say niklee hoyee cheez lag raha hay : D
is main mazay ki bat yeh jub mainy yeh banaya to main jis ko dikhaate us ka itna > : O bara moun khul jata .or hayraane say poochta yeh app nay banaya hay ?or main bhi baree gerdan akra k jee haan mainy banaya hay
lakin baad main pata chalta log yeh samjhtay hain yeh miiti ka pot ka structure mainy banaya hay smack
mainy is ko sirf paint or decroate kia hay . naraz ,is main flowers or leaves jo nazar arahay hain yeh cornflour kay banaye hain ..is k ilawa is main cloth or macroni spry paints use keye hain !