Word of Week - Rung, Roshni, Titli, Jugnu

Re: Word of Week - Rung, Roshni, Titli, Jugnu

ab jis ke dil mei’N aae wohi paayee roshni
hum nai tau dil jala ke sar-e-aam rakh diya

(Qateel Shifai)

Re: Word of Week - Rung, Roshni, Titli, Jugnu

AJAB rang AA GAYA HE DIL KE KHON HONE SE AANKHON ME

HAME BHE UB KE GIRYA ME LAHU SHAMAL PASAND AAYA

NA THA YUN BHI KE JISKO DEKHTE HAM OSI KE HO JAATE
KEH TU BHE TO HAME JANA BA SAD MUSHKIL PASAND AAYA