thanks:)
Koi bhi cheez apni jagah par nahin rahi ...
Jatay hi aik shakhs kay kya kya badl gaya
thanks:)
Koi bhi cheez apni jagah par nahin rahi ...
Jatay hi aik shakhs kay kya kya badl gaya
Re: word catch from shair
Badla hua hy aj mere ansuon ka rang
Shayad k dil k zakham ka tanka udhar gaya....
wo jo us k samney a gaya wohi roshni ma naha gaya
ajab uski habtey husan thi ajab uska rang-e-jamal tha
Re: word catch from shair
Qadam ruk se gae hain aaj phool bikte dekh kar WASI,
Wo aksar mujh se kehta tha Mohababt phool hoti hai..!
Re: word catch from shair
Re: word catch from shair
Re: word catch from shair
Isleye toot ke roya hoon mein aksar **Mohsin*
Mujh ko dil khol ke hansnay ka qareena aaye ...*
zamany ko qareney se wo apny sath rakhta ha
magar mere leye us ko koe lamha nahi milta.....
Re: word catch from shair
Ta'aluq too jayega mera saare **zamanay* se
Mere apnay khafa ho gaye tumhein apna banane se
Tumhare sath rehne se mujhe taskeen milti hai
Bahut takleef hoti hai tumhare door jaane se ...*
tahaluq bhoj ho jae tu us ko torna behter
taa'ruf bhoj ho jae tu us ko bholna behter
wo afsana jisey anjam tk lana na ho mumkin
usy phr hoe khobsurat mor de kr chorna bhtr
tahaluq bhoj ho jae tu us ko torna behter taa'ruf bhoj ho jae tu us ko bholna behter wo afsana jisey anjam tk lana na ho mumkin usy phr hoe khobsurat mor de kr chorna bhtr
I would like to correct the above as follows:-
*
Taa'ruf rog ban jaye tau is ka bhoolna behtar
Taa'luq bojh ban jaye tau is ka torna acha
Woh afsaana jissay anjaam tak laana na mumkin ho
Ussay aik khoobsurat morr de kar chorna acha ...*
thanks 4 correction..may Allah bless u
Re: word catch from shair
Kuch tau tere mausam hi mujhe raas kam aaye
Aur kuch meri maati mein bhagaawat bhi bahut thee
Dil-tark-e-taaluq per hairaan tau hai lekin
Ab tak ke tere saath per hairaan bhi bahut hai ...
yeh jo khuahishon ka ghubar hai, isy mausamon sy gharaz nahin
yeh uraay ga apni hi mauj main, issay aab day keh sarab day..!!!!
Re: word catch from shair
Shayad wafa kay khel main uktaa gaya tha woh
Manzil kay paas aakay jo rasta badal gaya
Apni gali main apna hi ghar dhoondtay hain **log
**faysal yeh kon shehar ka naqsha badal gaya
Re: word catch from shair
**Wafa* kaisi, kahaan ka ishq, jab sar phorna thehra
Tau phir ay sangdil, tera hi sang-e-aastaan kyon ho ...*
Main ne majno pe lakarpan main ASAD
sang uthaya tha ke sar yaad ayaaaa..
ab tau ye hai ke teri **yaad **main bheegay manzar
chaltay chaltay mere hathon se bikhar jate hain