Wooh kehtaay hain na jo hota Achaay kay liee hota haii

**
Wooh kehtaay hain na jo hota Achaay kay liee hota haii …

Sahee kehtay hain

I like this one ..so want to share tht here ..a nice track …named as
call-gari chouti or Laree_Choote

Kismat ka khel haii sara
Phirta thaa mein Awara
Yeh kyaa say kyaa hoo gayaa

CHar Din ki Zindaganee hai
Har pal Aik naie(new) Khani
Kyaa thaa mein kyaa ban gayaa

Kyaa huwaaaaaaaaa Jo laree chotee
Jewan ki gari choutiiiiiiiiiiiii
Khawab hain to mujh ko naa jagaa

Zindageeeeeeee aik pal mein Salee
Youuhh palat gayee hamreeeeeeeeee
Jhoot Haii to mujh ko naa bataa

Ab karlo jo bheeeeeee karna haiii
Hota haii jo hona haiii
Ghuzra jo pal yeh
phir naa aaaay gaaaaaaaaaa

Kyaa bura haii kyaa bhalaa haii
Waqat hee shayad Khuda haii
hoo janay Do phir
Dekha jay gaaaaaaaa

Kyaa huwaaaaaaaaa Judaii chotee
Jewan ki gari choutii
Khawab hain to mujh ko naa jagaa

Zindageeeeeeee aik pal mein Salee
Youuh palat gayee hamreeeeeeeee
Jhoot Haii to mujh ko naa bataaaaaaaa

tht really nice ..do listen tht thn let me know …

**