Aaj bhi unki nazron main raaz wohi thaa
Chehra wohi tha, chehray ka libas wohi thaa
kaise keh don usko bewafa
Aaj bhi uskay dekhne ka andaz wohi thaa
Aaj bhi unki nazron main raaz wohi thaa
Chehra wohi tha, chehray ka libas wohi thaa
kaise keh don usko bewafa
Aaj bhi uskay dekhne ka andaz wohi thaa
Re: Wohi thaa
wo konsa raaz thaji, aur keh deti tum usko bewafa
aur bohat milengay phaar deti wo ulfat ka tum safa
Re: Wohi thaa
koi raaz nahin thaji, main koi apni dastan nahin likh rahi thi ![]()
Re: Wohi thaa
maine to baat ki thi siraf, kis nay
keh dia tum mere saath itna laro
dastaan apni nahi likh rahi thi agar
to neechay shair ka naam likha karo
Re: Wohi thaa
agar ata hota to likh deti :p
maine to baat ki thi siraf, kis nay * *keh dia tum mere saath itna laro dastaan apni nahi likh rahi thi agar to neechay shair ka naam likha karo
achi shaa'ey kar laiety director sahib :)