Wohi Loog Mujh Sa Bicher Gaya..................

jo khiyaal thay na kiyaas thay,wohi loog mujh sa bicher gaya
meri zindagi ki jo ass thay,wohi loog mujh sa bicher gaya

jinhain manta hi nahee yah dil,wohi loog hain meray humsafar
mujhain her turhan sa joo rass thay,wohi loog mujh sa bicher gaya

mujhay lamha bhar ki rafaqatoon kay azab aur satayain gain
meri umer bhar ki jo piyaas thay wohi loog mujh sa bicher gaya

yah khiyaal saray hain arzi,ya gulaab saray hain kagazi
gul e arzoo ki jo baas thay wohi loog mujh sa bicher gaya

jinhain ker saka na kabool mein,woh shareek e rah e safar hoya
jo meri tulub,meri ass thay,wohi loog mujh sa bicher gaya

yah jo din raat meray sath hain,wohi ajnabi kay ajnabi
woh jo dharkanoon ki asaas thay,wohi loog mujh sa bicher gaya

Re: Wohi Loog Mujh Sa Bicher Gaya..................

[QUOTE]
*Originally posted by Dr. Sahiba: *
**jinhain ker saka na kabool mein,woh shareek e rah e safar hoya
jo meri tulub,meri ass thay,wohi loog mujh sa bicher gaya

yah jo din raat meray sath hain,wohi ajnabi kay ajnabi
woh jo dharkanoon ki asaas thay,wohi loog mujh sa bicher gaya
[/QUOTE]

very nice thanks for sharing

:flower1:

thanks both of u.

nice.

nice1:k:

goodie :k:

Inna lilah e wa inna elayh e rajeoon :(

Ghalibann operation kartay howay haat zara bhari parrh gia tha

aap sub ka boohat boohat shukria pasand kernay ka.

bohat khoob :k:

Beautiful :k:

beautiful :k:

thanks again.