**wohi chehra meri aankhon main uter aata hai
jisko dekhne chaand zameen pe uter aata hai
wo hijr-o-wasl ke kisse, wo chandni raaten
waqt ke dariya main sub behta chala jata hai
wo teergi ka khof, aur wo ghunghru ki khanak
shaam hote hi dil pemane main badal jata hai
tum hi kya yahan koee bhi nahi pyar ke kabil
koee pukare bhi to dariya aankhon main uter aata hai
hanste rehna hamesha se hai koshish apni
ke hasna hasana hi to dard badha jata hai**