Wohi Aik hai,...

Wohi aik hai jisko da’im baqaa hai

jeha’n ki viraasat usi ko sazaa hai

Siwa us ke anjaam sab ka fanaa hai

na koi rahey ga na koi rahaa hai

Jo paida hua usko marna hai aakhir

Yahan se ussey kooch karna hai aakhir

Re: Wohi Aik hai,…

:k:

true :)… welcome here :flower1:

Re: Wohi Aik hai,...

Very true..

Re: Wohi Aik hai,...

true