usnay kaha kay ishq ka nasha utar gaya
mainay kaha kay husn bhi tumsay mukar gaya,
usnay kaha kay kiya hoa kajal ki dhar say?
mainay kaha kay ankh say darya guzar gaya,
usnay kaha kay yeh teri choriyun say dosti?
mainay kaha kay dil mera duniya say bhar gaya,
usnay kaha kay wih teray soraj ka kiya bana?
mainay kaha kay woh tu meray dil main utar gaya!
usnay kaha kay khuwab main anay ka waqt do!
mainay kaha kay nend ka mausam guzar gaya!
usnay kaha kay kiya mila sab say bigar kar?
mainay kaha kay waqt tu acha guzar gaya!
usnay kaha kay woh nahi day ga tumhara saath,
mainay kaha chalo woh wada tu kar gaya!
akhir ko tang akar kahi usnay itni baat,
woh tum kahan gaye??
woh zamana kidhar gaya!!!..
Re: woh zamana kidhar gaya?

woh zamana kidhar gaya??!!!!!!!........
simply beautifulll love it :)
Re: woh zamana kidhar gaya?
beautiful
Re: woh zamana kidhar gaya?
:aq: kya matlab?
![]()
Re: woh zamana kidhar gaya?
beautiful
thanx BH
Re: woh zamana kidhar gaya?
apnay nick kay nechay dekho ![]()
Re: woh zamana kidhar gaya?
i know i know ![]()
![]()
Re: woh zamana kidhar gaya?
nice he hogee:5:
Re: woh zamana kidhar gaya?
![]()
Re: woh zamana kidhar gaya?
:k:
Re: woh zamana kidhar gaya?
v nice one :)
Re: woh zamana kidhar gaya?
buhat zabardast
luv it
Re: woh zamana kidhar gaya?
achi post hia :k:
Re: woh zamana kidhar gaya?
Bohat khoob BheegiYaad..:k:
Re: woh zamana kidhar gaya?
smoking is not allowed in my thread ![]()
![]()