urwah
1
jaanay us shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai
raat hoti hai to aankhon main utar aata hai
kahin maujood hai woh ab bhi mujh main
woh bichra hai magar khoya nahi hai
a ghazal dedicated to …
tu nahi to zindagi main or kia reh jaye ga
dur tak tanhayion ka silsila reh jaye ga

_MuNiYa
4
Re: woh shakhs......!
jaanay us shakhs ko kaisa yeh hunar aata hai
raat hoti hai to aankhon main utar aata hai
wah wah
urwah
7
Re: woh shakhs......!
thanx to all of those who participaed and visited this page.....
fara
10
Re: woh shakhs......!
Urwah... I love the first one but it goes like this:
Janay Uss Shaks Ko Kaisa Yeh HUnar Aaataa hay
**Shaam **huti hay tu AnkhooN maiN utar aata Hay
The second one is a killer too...
3rd as fas as i rem is a ghazal by Jagjeet and Chitra... I lub it