http://www.pegham.com/attachments/f203/54809d1210457226-aik-shair-allma-iqbal-pg-5.gif.gif
Re: woh sehar
Can't see image
Re: woh sehar
Nice:k:
Mujhe nazar aa rahi hai
Koi shabsatan ka matlab bataye
Re: woh sehar
sach ![]()
Re: woh sehar
Can't see image
Woh sehar jiss say larzta hai shabistan wajood
hotee hai bandae momin kee Azaan say paida.
Re: woh sehar
Woh sehar jiss say larzta hai shabistan wajood hotee hai bandae momin kee Azaan say paida.
iss main kamal momin ka hai ya azaan ka?
Re: woh sehar
iss main kamal momin ka hai ya azaan ka?
azan ka
Re: woh sehar
azan ka
per azaan to koi bhi de sakta hai... bazahir nazar aane wal mulla bhi
Re: woh sehar
per azaan to koi bhi de sakta hai... bazahir nazar aane wal mulla bhi
yeh toh Ooper wala janey.
Re: woh sehar
![]()
Re: woh sehar
iss main kamal momin ka hai ya azaan ka?
donon ka
agar momin e kamil azaan kahy to
Re: woh sehar
Yeh sehar jo kabhi Farda hai kabhi hai Amroz
Nahi maloom ke hoti hai kahan se Paida
Wo sehar jis se larazta hai shabistan e waujood
Hoti hai banda e Momin ki Azaan se paida
![]()