woh piyar karnay waalee Jaanay kidher gayee
woh dil duhkhanay waalee Jaanay kidher gayee
bekaar hi betha hai bursoN say maseeha
woh dard denay waalee Jaanay kidher gayee
muqtal ko akelay hi ham nay surkhuru kia
woh sir kataanay waalee Jaanay kidher gayee
dhooNday say bhi milta nahi hai ub mazaar mera
aaNsoo bahaanay waalee Jaanay kidher gayee
dekha sabHei ko rotay Sohail kay shehr meN
woh muskarane waalee Jaanay kidher gayee

p.s. jaan lewaa tumney mera naam mispell kar diya 
Dilsay
3
Beautiful khush rahoo ....
happy now??
.
.
.
.
thanx dilsay n wiseguy
system
6
*bekaar hi betha hai bursoN say maseeha
woh dard denay waalee Jaanay kidher gayee
*
zabardast :)
wo tu chaly gaye per app kio roty hain
nice!
setamger tum se omaide karam hogee janhi hogi
mani tu dekna ye hay ka tu zaleem kaha tak hay
thanx vivo, cecosuni n gkk
.
.
.
.
n u kum kum Sohail