Sochtee hoon mein kay woh pal rukk kyoon na gaya thaa Jab pyaar liye aankhoon mein tu samnay khara thaaGhaltee thee meri mainay kuch kehnay na diya tujhko
Aakhir mein huwa yeh kay khud pachtana parha mujhko
Qadar naa ke jab mujh bewafa nay teri
Tou khuda nay yoon kya kay mohabbat cheen bhee lee meri
MeraY angan say jab ruswaa hokay tu na umeed niklaa
Afsoos jiss kee khatir tujhe chora woh khud bewafa niklaa
Lautee jo tere paas jo tumhain sang lainay wastay
Tou yoon laga aikdam kay abb band ho gaye hain sab rastay
Payaa jo tujhe mainay ghair kay aangan mein muskuratay
Dikhaa mujhe mera hee zameer tanzyana khiLkhilatay
Ilaahi kyoon saza dee yoon itnay buray bhee na thay hum!
Gunah yehi thaa buss apna andhee mohabbat kar baithay thay hum
AUR aaJ bhee iss maur par kharee hokay
Abb bhee…!!!
Sochtee hoon mein kay woh pal rukk kyoon na gaya thaa
Jab pyaar liye aankhoon mein tou samnay khara thaa
Ghaltee thee meri mainay kuch kehnay na diya tujhko
Aakhir mein huwa yeh kay khud pachtana parha mujhko
KAHEEN SAY KHALI PALAT K AANA BAHUT KATHIN HAY…
accha likha aap nay…purity izz always RAW in nature but its nice keep writing :k:
:Pretty:
Nice:k: ![]()
nice ... :)
Bohat khoob..:k:
:)
Ghaltee thee meri mainay kuch kehnay na diya tujhko
Aakhir mein huwa yeh kay khud pachtana parha mujhko
Wah… Diya..
Zabardast ![]()
:k::k: thats real nice