*
kuch yaad arha tha ye kis ka kaha huwa
khamoosh sa'atoo'n mai bohat shoor sa huwa
zinda abhi tak tha koi harf-e-aitbar
ye kon lashaoor mai hum say juda huwa
mehroomiyoo'n ka ek samandar tha samanay
tinka dekhaye deta tha ek kashti bana huwa
**ankhoo'n ki khushk rait saraboo'n say bhar gaye
bahnay laga hai yaad ka chashma bhara huwa**
bistar mai intazaar ki shiknain pari rahie'n
woh neend ka guzar kay jo hona tha kya huwa?
ek moom ka nagar tha heqaieek ki dhoop main
aur hum mai ek shaks muqeed dara huwa
Buhat khoob shabo, thanks for sharing, meiN ney first time parhi hey:-)
*
*
kuch yaad arha tha ye kis ka kaha huwa
khamoosh sa'atoo'n mai bohat shoor sa huwa
zinda abhi tak tha koi harf-e-aitbar
ye kon lashaoor mai hum say juda huwa
mehroomiyoo'n ka ek samandar tha samanay
tinka dekhaye deta tha ek kashti bana huwa
**ankhoo'n ki khushk rait saraboo'n say bhar gaye
bahnay laga hai yaad ka chashma bhara huwa**
bistar mai intazaar ki shiknain pari rahie'n
woh neend ka guzar kay jo hona tha kya huwa?
ek moom ka nagar tha heqaieek ki dhoop main
aur hum mai ek shaks muqeed dara huwa
**Awesome sharing sis:)**
*