woh jo, na aanay wala hai na? us se mujh ko matlab tha..!
aanay waloN se kya matlab.. aatay haiN, aatay hongay..!!
#JaunElia](https://www.facebook.com/hashtag/jaunelia?source=feed_text)
woh jo, na aanay wala hai na? us se mujh ko matlab tha..!
aanay waloN se kya matlab.. aatay haiN, aatay hongay..!!
#JaunElia](https://www.facebook.com/hashtag/jaunelia?source=feed_text)
Re: Woh nahin aaya!
nakhre-baaz logon ke nakhre utha kar kuch nahin milta
Re: Woh nahin aaya!
Muhabbat aag ka derya ..muhabbat raat kaali hai …
Muhabbat andhee hoti hai ![]()
Re: Woh nahin aaya!
muhabbat andhi, qanoon andha… ![]()
Re: Woh nahin aaya!
Sirf aik hum Beena ![]()
Re: Woh nahin aaya!
Beena is now outdated name. aap naam badal len ![]()
Re: Woh nahin aaya!
Naam ki badli kay liey kahan kahan ki approval chaiyye hai …Karkun ji!!!
Altaaf bhai ka thappa chaley ga
Re: Woh nahin aaya!
Altaf bhia to khud naam badalne ke chakron main hai.,. aap ko pata hai Altaf Fatima ek khatoon writer hai Pakistan main?
Re: Woh nahin aaya!
Bechari ka naam suntey he loag sannatey mein aa jatey hongay ![]()
Hai kon yeh btw?!?!
Re: Woh nahin aaya!
Naghmay ka qatal altaaf bhaii k haathon ![]()
Re: Woh nahin aaya!
:hinna:
Re: Woh nahin aaya!
mujre ka qatl Altaf bhai ke hathon
Re: Woh nahin aaya!
pareshan balon wale shayar ne aap ko bhi pareshan kar dia
Re: Woh nahin aaya!
usay pata chal gaya hoga ke matlab hai..tabhi nahi aya
Re: Woh nahin aaya!
kon kon jonh
Re: Woh nahin aaya!
mujy sghar bohat achy lagty hein
kash me unse mil pati
Re: Woh nahin aaya!
Amarta Preetam ka Sahir ya Saghar?
Re: Woh nahin aaya!
Saghar Kon Ha ?