neha
1
**Jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta
Das qadam aur chalne ka wasta dekar mujhe rukne nahi deta
Bat kerta hai woh mujh se hans hans kar jee lene ki
Ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta
Aaj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka
Wo piara sa chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta
Shayad janta hai woh bhi in ankhon main ansuon ka sailab hai
Jane kiun phir bhi woh in ansoun ko girne nahi deta
Muj se kehta hai main to mar jaon ga tumhare bina
Main zinda hon ab tak woh mujhe marne nahi deta …!!!**

Aryaan
2
Re: Woh mujhay marnay nahi deta…
One of my fav Neha..:k:
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
Buhat Aalaa :¬)
Re: Woh mujhay marnay nahi deta…
Bahut khoob neha …:k:
bhaand
5
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
good g
neha
6
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
Thanks everyone :)
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
gr8
uff very nyccc… i love itt.. thnk u soo much for sharing neha
appreciate ya :k:
Re: Woh mujhay marnay nahi deta…
:k::k::k:
ary wah nice sharing neha
gudd
system
12
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
nice sharing,,,,,,,,,,,,,,
neha
13
Re: Woh mujhay marnay nahi deta...
Thanx everyone:)