Nayab
1
Woh Millah Hii NehiN..
Chaha to bohat lekin woh mila hii nahiN
lakh koshish kii mager yeh fasla mitta hii nahiN..
Iss zamaney ne majboor hii iss qadar kia tha
meri kisi sadaa par woh tehraa hii nahiN..
Khudda se jhooli phelaa kar manga tha ussay
Khudda ne meri dua ko sunna hii nahiN..
Har aik se sababb poocha terey naa milney ka
har aik ne kaha woh tere liye banna hii nahiN..
apni tamaam koshishoN ke bawajood tujhey haar gai
aur tu ussay mil gaya jisne tujhey manga hii nahiN..
Itni shiddatt se chaha magar tu kisi or ka ho gaya
shayad is jahaN me Waffa ka sila hii nahiN..!!!
ASA
2

nice nayab :k:
Re: Woh Millah Hii NehiN…
apni tamaam koshishoN ke bawajood tujhey haar gai
aur tu ussay mil gaya jisne tujhey manga hii nahiN..
.. wah .. kya baat hai :k:
bohat khoob
Nayab
5
Re: Re: Woh Millah Hii NehiN…
he he thank u thank u …
reet
8
apni tamaam koshishoN ke bawajood tujhey haar gai
aur tu ussay mil gaya jisne tujhey manga hii nahiN..
Itni shiddatt se chaha magar tu kisi or ka ho gaya
shayad is jahaN me Waffa ka sila hii nahiN..!!!
Beautiful…
Re: Re: Woh Millah Hii NehiN…
REALLY AMAZING LINE — I LOVE IT
Nayab
14
Thanks RoCKiSTaN and SS jee :)