woh manti kyun nahi hai

Re: woh manti kyun nahi hai

'make her jealous..
if she loves u ,, she will run to u ..

Re: woh manti kyun nahi hai

^ :hmmm: par itna ziyada bhe jealous na ker daina k bhaagh he jaye

Re: woh manti kyun nahi hai

jitna zada jealous kerain gay.. utna hi zada it will work.. :D

Re: woh manti kyun nahi hai

Hmmmmmmmmmmmmmm.

Re: woh manti kyun nahi hai

hin33 = bardaasht say jo cheez baahir ho jaye -- insaan woh choor daita hey :)

Re: woh manti kyun nahi hai

aik kama ker uss ko bula.. hotel main khana khila.. samander kinaray le ja ke re bol de khullam khulla..

tension kaye ko leta hai yaar.. :$