Re: woh manti kyun nahi hai
Han han mujhay Bata’ooo .. am all ears ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
Han han mujhay Bata’ooo .. am all ears ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
haan haan maan gayeen hun. Tou kab say aarahay ho job par? we need a cleaning lady ![]()
actually I was about to type that mujh say poochou mai Aliyish ka naam recommend karti hun ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
You said … pyar mein saab kaaam mil baant kay karhain gay . now whtz that ![]()
So my lines are working on you
Yahooooooooooo ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
mai zara bz hun, ![]()
baad mai aakar jawaab dun gi ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
Taa’ Ummaar intayzar mein na Neeend ahay Raat Bahaar
milnaay ka wadah kar ga’ay . Ahay jo khuwaab mein
![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
show her da size of da diamond
khud ba khud hi maan jayay gi :halo:
Re: woh manti kyun nahi hai
SO ya girls care more about the size of a rock than our sentiments :hinna:
Re: woh manti kyun nahi hai
obv that rock is durable na ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
aww ![]()
man jae ge insahllah:phati:
Re: woh manti kyun nahi hai
Subhan Allah wah!Wah! kia mshwara hy dil khush kita ay EMM:cheer: waqai duniy amain ghyr zidid larkion ki kami nahi try ker lo:smokin2:
Re: woh manti kyun nahi hai
Boss ye kaam hi kutta hai ![]()
leave her alone and give her some time to think
no contact no phone calls no sms
jitna peechay bhago ge utna wo door jaye gi
larkian butterflies ki tarah hoti hien jitna pakarne ki koshish karo ge door jayien gien
aur jab tum ek jaga still kharay raho ge tu tumharay paas aa jayien gien ![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
aslam o alaikum,,
wese mera bhi yahi khiyaal hai jo mr,Umer ne farmaiya,,
jab main parh rahi thi na to mujhe bhi aisa hi laag ke ap ko use tohda time dena chaiye,,
baqi ap ki marzi,,
kaam tohda mushkil hai us se door hona but hai faide mand,,
well, allah bless u
Re: woh manti kyun nahi hai
you should sing a song:
sali tun mani nahee
kabhi tou manay gi :shoaby:
Re: woh manti kyun nahi hai
dil hai k manta nai:@:
Re: woh manti kyun nahi hai
abay nahee mantee tu find another one ![]()
Chaandaar’Mukhi hooo yeaa PArooo
**ki farq paindaaa hai Yaarooo **
![]()
Re: woh manti kyun nahi hai
^
:D
Re: woh manti kyun nahi hai
aap bhi ail anokhi larki ho .. bataao how do you girls do it .. whats the secret .. you lot just know it .. and read boys like a book .. from the word go ... i ve never figured ..
aur haan .. yeh woh hi tau ... he must have some khaamiyan .. jab tak door nahi karey ga .. is lovelife ki kahani end ho jaaey gi :D
lagta hai tumhara bhi koi ghambeer masla hai
why don't you open a thread about it? :D
Re: woh manti kyun nahi hai
i know i would have some khamiyan but not everyone's perfect
Re: woh manti kyun nahi hai
sahi tarah munoau --- maan jaye gye :D