meray chaar-su jo khila raha woh jamaal to koi aur tha!
mera khuwaab jis mai ulajh gaey woh khayaal to koi aur tha!
yahaan kis hisaab ko jorrtay
meray subh-o-shaam bikhar gaey!
jo azl ki subha kiya gaya woh sawaal to koi aur tha!
jissay tera jaan kay rakh liya woh malaal to koi aur tha!
~~~~~~~~
phiRa aj haq kaliye jaa’N fida karay koi
wafa bhi jhooM uthay yo wafa karay koi
nimaaZ 14 sadi se hai muntaziR logo|
HussaiN ke tarha aye ada karay koi
~~~~~~~~~
~~Experience is the worst teacher; it gives the test before presenting the lesson.~~*