Woh kuch is tarah katraanay lagay
Ki guzray huay din afsaanay lagay
Kal tak to thay jo izhaar-e-muhabbat
Wahi aaj hawas kay bahaanay lagay
Na lagaao pehray is khusbu par
Jiskay haasil maiN mujhay zamaanay lagay
Pighal jaatay thay jo baahon main kabhi
Ab faaslay itnay banaanay lagay
Poocha hai to keh di dil ki baat
Ab na kehna tujhay rulaanay lagay
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
wahh,,
EEMAAN
3
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
very nice..
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
I am thankful to both of u forthe kind words
Brijidner"sagar'
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
Buhut khub :k:
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
thanx a lot for appreciation.
brijinde sagar
reet
7
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
bahot khoob.....!
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
Thanx for ur words of apprecition.
Brijinder"Sagar"
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
wah gee wah kiya kehne hai nice haan thx for sharing
Re: Woh kuch is tarah katraanay lagay
A new sher has been added but i dont know how to edit my gazal n paste it there::
Guzishta shub ka kar kay khyaal
Shrmaa kay aanNkh churana chahay