Woh kiyon daikh pata nahi wajood mera

Woh kiyon daikh pata nahi wajood mera
Jitnay zaray hain her sehraa main phaylay
naseha! zara zara gawahi day raha hay
Zindagi hum say thi Junoon say pehlay

Adab
(Azad)

beautiful and soon wo mara behi nahi dekh sakain gay

Haan na yaar jaldi karo dair kiss bat ki hay