Dania
1
***Jinhain chaha bahut hum ne, magar apnaa nahi paey
Bohat ankhon ne barish ki, mujhe woh yaad jab aaey
Bary daway thay hum tum se, juda ho kar bhe jee lain gay
Magar ek lamha bhar ki hum, judai seh nahin paey
Main jin ki rah takta hoon na janay kitne arsay se
Koi un se zara pochay,woh milne Q nahi aaey
Na jany kab se apne aap ko him to badal bethy
Yeh Qismat k sitaaray Q badalne ko nahe aaey
Aay Qasid! tum kaho un se, woh larna chor dain hum se
Woh jab se rooth bethay, tab se hum bhe so nahe paaey
Khudaya shukar hay tera keh yadon par nahein pehra
Agar yadon pe pehra ho,to phr Aashiq kahan jaey
Jo kehtay hain mohabat kuch nahin hoti zamanay mein
Woh khud bhe to mohabat k bina Q reh nahi paaey ***
Re: Woh khud bhe to mohabbat k bina Q reh nahi paaey
***Jo kehtay hain mohabat kuch nahin hoti zamanay mein
Woh khud bhe to mohabat k bina Q reh nahi paaey
Excellent Dania..
**Jinhain chaha bahut hum ne, magar apnaa nahi paey **
**Bohat ankhon ne barish ki, mujhe woh yaad jab aaey **
**Bary daway thay hum tum se, juda ho kar bhe jee lain gay **
**Magar ek lamha bhar ki hum, judai seh nahin paey **
Main jin ki rah takta hoon na janay kitne arsay se
**Koi un se zara pochay,woh milne Q nahi aaey **
**Na jany kab se apne aap ko him to badal bethy **
**Yeh Qismat k sitaaray Q badalne ko nahe aaey **
**Aay Qasid! tum kaho un se, woh larna chor dain hum se **
**Woh jab se rooth bethay, tab se hum bhe so nahe paaey **
**Khudaya shukar hay tera keh yadon par nahein pehra **
**Agar yadon pe pehra ho,to phr Aashiq kahan jaey **
**Jo kehtay hain mohabat kuch nahin hoti zamanay mein **
**Woh khud bhe to mohabat k bina Q reh nahi paaey **
wow bht nice dania

Hum jal kar bhi roshni failate rahe,
Isliye log hume jalate rahe,
Mere jalne ko kisi ne dekha hi nahi,
Meri roshni pe sab mushkurate rahe.
Dania
5
Hum jal kar bhi roshni failate rahe,
Isliye log hume jalate rahe,
Mere jalne ko kisi ne dekha hi nahi,
Meri roshni pe sab mushkurate rahe.
im sorry, im correcting this ..it is Phailaatay not *failatee *
nice, bohat khoob :)