Sannan
1
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
** Magar Hay Dil Ko Kia Howa, Keon Bujh Gia Pata Naheen**
** Har Ek Din Udas Din, Tamam Shub Mayousyan**
** Kissi Say Kia Bichar Gya, Kah Jaisay Kuch Bacha Naheen**
** Woh Sath Tha Tou Manzil Nazar Nazar Chiragh Thi**
** Qadam Qadam Safar Main, Aab Koi Lub Pah Dua Naheen**
** Hum Apnay Iss Mazaj Main Kissi Bhi Der Kay Nah Ho Sakay**
** Kissi Say Hum Milay Naheen, Kissi Say Dil Mila Naheen**
Lilly
2
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
Hum Apnay Iss Mazaj Main Kissi Bhi Der Kay Nah Ho Sakay
Kissi Say Hum Milay Naheen, Kissi Say Dil Mila Naheen
wah wah 
Sannan
3
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
Dedicated to you 
Lilly
4
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
acha ab mujhe ded ho gai hai ye poem LOL 
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
biscuits they bikhar gae ,chips b gum ho gae
chai bhi nai mili pakore samose bhi khoh gae

Sannan
6
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
as per current scenario 
Sannan
7
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
agay he buhat dukh phaila howa hay intikhaab mein
tum aur dukhi nah karo biscuit ghum kara kay 
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
Kya baat hai, lagta hai aaj kal GS per dedication ka season chal raha hai … 
Lovely sharing … :k:
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
Hum to itnay buray thay ke kisi ka dil hum se nhe mila 
Amazing piece of Poetry :k:
Sannan
10
Re: ~
Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
~
bus daikh lain ded ded khail rahay hain saray bachay 
