Sannan
1
**Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
Magar Hay Dil Ko Kia Howa, Keon Bujh Gia Pata Naheen
Har Ek Din Udas Din, Tamam Shub Mayousyan
Kissi Say Kia Bichar Gya, Kah Jaisay Kuch Bacha Naheen
Woh Sath Tha Tou Manzil Nazar Nazar Chiragh Thi
Qadam Qadam Safar Main, Aab Koi Lub Pah Dua Naheen
Hum Apnay Iss Mazaj Main Kissi Bhi Der Kay Nah Ho Sakay
Kissi Say Hum Milay Naheen, Kissi Say Dil Nila Naheen**
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
Hmmm,, Sannan ji,, mehfil laut li apney,, to,,, Buhat umda,,,
Mery aankhon mai ab sawan utrey ga
aaj buhat din bad teri yaad aayi hai
Sannan
3
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
**Acha gee ...mehfil to aap bhi loot laiti hain sara g ...lo sanbhaliye .....
Dard Hi Dard Bhar Gaya Dil Mein
Itna Hasssass Kerdia Ghum Nay
Jub Kisi Aankh Say Gira Aansoo
Apni Aankhoon Pay Lay Liya Humnay**
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
Wah, wah......great. Thanks for sharing.
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
Good one :k:
EEMAAN
6
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
bohat khoob.thax for sharing.
Sannan
7
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
Thx Farroq, Eeman, Price Ali .......
reet
8
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
bahot khoobb.......nice sharings.......!
Sannan
9
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
thank you reet
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
very very nice.....thanx for sharing....!
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
oh its beautiful .. wat a cute pic & wordkings ...... i think only yasha, ghazal kissi key and Sannan sent in urdu fonts ........
Sannan
12
Re: Woh Khawab Tha Bikhar Gya, Khyal Tha Mila Naheen
*Nawazish maha g *