Woh kehtii hai sitaaray aansoon main keon machaltay hain
main kehtaa hon mohabbat aansoon main rang laati hai
Woh kehtii hai tumharay baad baarish keon nahin hotiii
main kehtaa hoon meri jaan hijr sehraa main rehtaa hai
woh boli dil lafz kuch kehtay howay aksar jhijhaktay hain
main bola dil main baithay chor ko rastaa nahin miltaa
woh boli sardiyoon main dhoop kii shiddat kabhie daikhii
main bola tum nay meray lams kii hiddat kabhie daikhii
Woh boli dard kay uss paar bhee ik dard hotaa hai
main uss kay baad kitnii dair tak phir kuch nahin bolaaa
Irfan Ismail
Nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
**
سكورپین کنگ
§©ö®Þïoñ_kîñg
**
Back In GupShup
Dhoop
April 26, 2002, 5:00pm
3
its amazing
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
a pity ppl. didnt care to reply
tx 4 sharing!
Kay hum tu Dhoop main baarishh kay woh qatray hain jo gir ker, dar-o-deevar per hi sookh jaatay hain…
Mahee
April 26, 2002, 5:56pm
4
bohat khobsuret rahgeer jee. kya acha intakhaab hai. very nice
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
mohabat aesa derya hai
k baarish rooth bhi ja a
to pani kum nahi hota!
hiraa
April 26, 2002, 10:34pm
5
Zabardast rahgeer jee
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/flower1.gif
I feared being alone until I learned to like myself
Thanx
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
Hamara Almiya Yeh Tha k HumSafar Bhi Hameen
Wohi Miley Jo Bahoot Yaad Aaney waley They.
Irfan Ismail
woh boli sardiyoon main dhoop kii shiddat kabhie daikhii
main bola tum nay meray lams kii hiddat kabhie daikhii
Question- What does lams ki hiddat mean.?
enlighten me please
i loved this poem though,but this stanza is confusing me.My urdu diction is quite weak so help me please?
**Parde ilm hazaar kitaaba...kaddee apnai aap nu parya naee.." **BULLEY SHAH
Question- What does lams ki hiddat mean.?
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/hehe.gif
~ ~~ ~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
“The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up.”
~ ~~ ~*
Originally posted by RahGeeR:
**Woh kehtii hai sitaaray aansoon main keon machaltay hain
main kehtaa hon mohabbat aansoon main rang laati hai
Woh kehtii hai tumharay baad baarish keon nahin hotiii
main kehtaa hoon meri jaan hijr sehraa main rehtaa hai
woh boli dil lafz kuch kehtay howay aksar jhijhaktay hain
main bola dil main baithay chor ko rastaa nahin miltaa
woh boli sardiyoon main dhoop kii shiddat kabhie daikhii
main bola tum nay meray lams kii hiddat kabhie daikhii
Woh boli dard kay uss paar bhee ik dard hotaa hai
main uss kay baad kitnii dair tak phir kuch nahin bolaaa
**
VERY NICE
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif
~ ~~ ~*
“If you belong to Allah, rest assured that Allah will indeed belong to you”
“Dream as if u live forever live as if u will die today”
“The best way to cheer yourself up is to try to cheer somebody else up.”
~ ~~ ~*
Originally posted by Masooma:
**woh boli sardiyoon main dhoop kii shiddat kabhie daikhii
main bola tum nay meray lams kii hiddat kabhie daikhii
Question- What does lams ki hiddat mean.?
enlighten me please
i loved this poem though,but this stanza is confusing me.My urdu diction is quite weak so help me please?
**
lams ki hiddat .. ummmm .. it means like a sensational touch
http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif
more than passions i will add.