woh kehti hai ...

..“gali gali mein phir ta hai tu Q ban kay awara…aa mere dil mein bus ja mere ashiq awaraaaaaa”

Mein kehta: tera pyar hai aik sonay ka pinjra o shehzaadi, mujh ko apni jaan say pyari hai apni azaadi!

woh kehti hai: “aur kisi say mein yeh kehti, tu woh kya kuch kar jata…mere aik isharay pay woh mur jaata”

mein kehta: na mein shahir..na mein ashiq na koi deewana…mein tujh pay nahi marnay wala…mein hoon bara sayaana

Re: woh kehti hai …

WAH WAH WAH, Adaab urz hay. :clown:

Re: woh kehti hai …

furqu i see u have sum time on ur hands :stuck_out_tongue:

:hug:

Re: woh kehti hai …

danial: shukiyaaaaaaaaa shukriyaaaaaaaaaaa! damm its snowing in sauga! :frowning:

MSL: Where have u beeeeeeen buddy? :hug:

Re: woh kehti hai …

baas yaar here and there. busy with life :stuck_out_tongue: how r u? mujhsey milney kaab aa rahey ho :blush:

Re: woh kehti hai ...

lol at the last line, yeh kis kay saath exchange ho rahay tha dialogues :D

Re: woh kehti hai …

MSL: hahaha whenver u invite me :blush: ..hows ur pet doing?

MM: na poocho tu acha hai :wink: raaaz ki baat hai

Re: woh kehti hai ...

dil khulta hay wahaan, sohbat zinda na jahaan ho,
main khush hoon usi shehar say, maykhaana jahaan ho
un ujri huee bastiyon main, dil nahi lagta
hay jeenay waheen ja basay, WEERAANA jahaan ho..

Re: woh kehti hai …

come on tell me, i thought we were friends, can i guess? :wink:

faizy are u a shair

Re: woh kehti hai ...

neah.. shairee isnt something i can do ..

Re: woh kehti hai …

then wht was it :konfused: did u steal that from some song

Re: woh kehti hai …

ziadah pee lee aaj furqi :smiley: :hehe:

Re: woh kehti hai …

ik hi gana reh gaya teray kouL :smack:

Re: woh kehti hai ...

:-) abb baabay noo ki dasyaa..

Re: woh kehti hai ...

mein bhi barri siyaani aan :Pretty:

Re: woh kehti hai ...

hmmmmmmm

Re: woh kehti hai …

haha ok aisa kartey hain, i’ll come over there :stuck_out_tongue: coz dallas is so boringggg. hehe toti is fine. check out the image gallery :wink:

Re: woh kehti hai ...

Furqan jab tum nay ye khowab daikha or ankh khuli tu buhut miss kia na shehzadi ko .......... Haye kaash sach main hoti tu foran haan kar deta

Re: woh kehti hai …

MSL: theek eh…mein aa raha hoon! :wink: i love da toti..soo cute! where’s her mate?

Chitte: what is ur other ID called?

Passionate: haha…tu bhi bari saiyaani hai eh? kisi kay jaal mein na phus jana…yeh pyar veyaar sub bekaar ki bataayein hai

EMM: tum tu pito gi bahoot jaldi :bailan:

Faizy bhaiiiii..kya baat..aab tu baray dukhi shaahir lagtay hoh?

pyar viyaar sub bekaar hai

Re: woh kehti hai …

did i just see angelina jolie :love: