Woh kehtaa hai kay

maiN baRaa ho kar dulha bannooN gaa :sehra:
bachpan saY hee dulha bann-nay kaa shoq thaa … mehnat maiN azmat hai aur niyat maiN khuloos ho tau mushkil say mushkil kaam aasaan ho jaataY haiN…

Dulha kaa zindagi bhee ajab khel hai
kaY Vo daanaa khaak maiN mil kar khochaa Gul-O-Gulzaar hoti hai :hinna:

Re: Woh kehtaa hai kay

iske baad banda baRa nahi “bhooRa” hota hai… :k:

Re: Woh kehtaa hai kay

nanhay munhay kaakay naheen ho tum.
tum ko naheeN maaloom kay aadmi kabhi booRhaa naheeN hota :phajja:

Re: Woh kehtaa hai kay

ye updated hai??? coz iss maiN ghooRa nahi hai

mere ilam k mutabiq “mard aur ghoRa kabhi bhooRa nahi hota” :slight_smile:

Re: Woh kehtaa hai kay

woh ghoRay kaa zaat-tee muaamlaa hai
hammaiN uss saY kiyaa

Re: Woh kehtaa hai kay

:smack: aaj kal kis kisam kay dhaagay bun rahay hain yahaan

Re: Woh kehtaa hai kay

actully kuch dhaagy “ghair sailabi” non flooder hoty haiN … :k:

Re: Woh kehtaa hai kay

ziada khush na hon shadi se pehle admi " ad mee " hota hai shadi ke baad admi khaali “mee” reh jata hai.:omg:

Re: Woh kehtaa hai kay

bursaati naalay… :hmmm:

Re: Woh kehtaa hai kay

same goes for gals…

pelhay “haseena” phir “hasee-na” aur phir “haseeN-na” :k:

Re: Woh kehtaa hai kay

woh 2003-04 k threads maiN howa karty they…

Re: Woh kehtaa hai kay

:clap: very gud badi achi baat ki kafi tajurba hai apko haseenao ka i guess.

Re: Woh kehtaa hai kay

hamary tu sirf 3 he shoq haiN…

  1. AurataiN
  2. LaRkiaN aur
  3. khawateen

Re: Woh kehtaa hai kay

tu khushk-saali kyon aa gayi :bummer:

Re: Woh kehtaa hai kay

2004 kaY ikhtetaam par “KhushkoN” kaa daur aa gayaa thaa :naak:

Re: Woh kehtaa hai kay

Cafe ko General na banaao :emmy:
talk in easy Greek…

Re: Woh kehtaa hai kay

:fatee:

theek hai naa? samajh gayeeN?

Re: Woh kehtaa hai kay

haaaaein. waaaaqiii :eek:

Re: Woh kehtaa hai kay

aurtein yaani:-ahmed jahanzeb
larkiyan yaani:- ali zafar
khawateen yaani:-nooorie ke guyz.

Re: Woh kehtaa hai kay

:confused:koi humein bhi samjhay ga