Sannan
1
**After a long long time. I"m once again here … **
Humko kiskay gham nay maara, woh kahaani phir sahi,
Kisnay toda dil hamara, woh kahaani phir sahi !
Dil kay lutnay ka sabab poocho na sabkay saamnay,
Naam aayega tumhara, woh kahaani phir sahi !
Nafraton kay teer kha kar doston kay shehar mein,
Humnay kis kis ko pukara, woh kahaani phir sahi !
Kya batayein pyaar ki baazi wafa ki rah mein,
Kaun jeeta kaun haara, woh kahaani phir sahi !
Humko kiskay gham nay maara, woh kahaani phir sahi,
Kisnay toda dil hamara, woh kahaani phir sahi !
Ahmi
2
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
Wah g... aa gaye o tay chaa gaye ho thaa kar k...
IS
4
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
Welcome Back Sannan Bhai wid beautiful sharing :-)
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
v.beautiful>>
Regards..
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
Itni rangeen kahani hai to abhi suna do na :p
Sheal
7
Re: * Woh Kahaani Phir Sahi **
nice sharing :k:
takmeel
8
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
good
EcoShan
9
Re: ~~~~ Woh Kahaani Phir Sahi ~~*~~
Beautiful
Ghulam Ali sung it beautifuly