Woh jo aik shaam udass chehra hay

:bailan:

:nono4:

well hum nay pocha un say jo jantay hain ... to maloom howa is khwab ka matlub hay

  1. aap ki shadi jald honay wali hay,
  2. kisi kaam ka sila milnay wala hay.

so donu batain achi hain ....... yeh lain panee piyain

:bravo:

Kafi dino baad kooPrii goomii hay!

Waisay yeh konsa wala paani aap Ameen ko dey rahay hain, aap ko enkey sehat ka khayal rakna cha hey, titleyon key rang kachay hotay hain.

:wave:

Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

bohat khoobsurat likha hai aap ney… :k::k:

no comments

Thanda our saaf aab e zam zam , tak e Ameen ka khussa kam ho jay, aap ki kooprii goomii hay koi naii baat nahi hay phir bhi hum khuch tandda paish karain aghar aap munasib samjhain? ghar tabiyat ziada kharab ho to GP/Poetry ke doctor say mashwara karain.

Re: Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

oo daikho yeh kon aagya hay … Hi there Sudaii jee :wave:

bhai ameen … hum our aap to parrosi hain … :hug:

Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Kaii titliyon kay rang hain phailay
Yeh pagal dil na abb kisi say behlay
Woh jo aik shaam udass chehra hay
Khayal raat bhar ussi say khailay

Adab Arz
(Azad)

[/QUOTE]

Khoob kaha ap nai shaid,
magar maza nahin aya,( ap hi ka taqiya qalam hai na:p)

Nhain nahin acha hai SHAIR:D

Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *
Kaii titliyon kay rang hain phailay
Yeh pagal dil na abb kisi say behlay
Woh jo aik shaam udass chehra hay
Khayal raat bhar ussi say khailay

Adab Arz
(Azad)


[/QUOTE]

Khoob khelay jenab :)

Re: Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *

Khoob khelay jenab :)
[/QUOTE]

buss aap ki ijazat ki dair thiiiii

Re: Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *

Khoob kaha ap nai shaid,
magar maza nahin aya,( ap hi ka taqiya qalam hai na:p)

Nhain nahin acha hai SHAIR:D
[/QUOTE]

log nahi nahi mani subha kar dayte hain aap ki shaam ho jay gii ;)

Re: Re: Re: Woh jo aik shaam udass chehra hay

HI :wave:
:frowning: