Woh Jise

**Woh jise smajhtey thay zindagi meri dharkanon ka fareb tha.
Mujhe muskurana sikha k wo meri rooh tak ko rula gaya.

Wo kay jis ko pane ki chah mein kabhi khilta ghulab tha.
Meri pati pati bikhar gayi mujhe aisi thokar laga gaya.

Ajab shakhs tha woh aya zindagi jise smajh kay bhi na smajh sake.
Mujhe chahta bhi gazab ka tha mujhe chor kar bhi chala gaya.**

Re: Woh Jise

**Ajab shakhs tha woh aya zindagi jise smajh kay bhi na smajh sake.
Mujhe chahta bhi gazab ka tha mujhe chor kar bhi chala gaya.

:teary2: iss tarah to hota hai iss tarah ke kamon main
**

Re: Woh Jise

koe majboori ho gi,is leay chorr k chala gya