Woh gaya toh saath hee ley gaya

Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya

Yeh Mera Mizaaj Hai Kya Karon Ke Hon Main Bahaar Ke Shehar Ka

mayoos shaier phir bhi nahi…kiya baat hai…sab dil apnay zakham pay kha k bhi naghma sira hai…

sabhi qaraz utar k shehar ka…

faiz sb bhi yehi kehtay hain k

meray chararh gar ko naveed hoo, saf-e-dushmanaa’a ko khabar karoo
woo jo qaraz rakhtay thay jaan par woo hisab aaj chuka diya..