Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
I see a blue box with a question mark :(
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
I see a blue box with a question mark :(
apna registration renew karwao
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
Pardesiyon se na akhiyan ladana ![]()
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
New hukomat ne gs pe bhi tax laga diya ![]()
I can’t see it still ![]()
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
Wo Gaya To Saath Hii Le Gya Sabhi Rang Utaar Ke Shehar Ka
Koii Shakhs Tha Meray Shehar Mein Kisi Door Paar Ke Shehar Ka
Chalo Koii Dil To Udaas Tha, Chalo Koii Aankh To Num Rahii
Chalo Koii Dar To Khula Raha Shab E Intezaar Ke Shehar Ka
Ye Jo Main Ne Tazza Ghazal Kahi, So Hai Nazr Ehal E Firaaq Kii
Ke Na Mil Saka Koii Nama-Bar Mujhey Meray Yaar Ke Shehar Ka
So Matta E Jaan Ko Liye Hoye Palat Aaye Teray Garifta Dil
Kisay Baichtay Ke Milla Nahien Koii Aitbaar Ke Shehar Ka
Meray Tarz E Naghma Saraaii Se Koii Baghbaan Bhi To Khush Nahi
Yeh Mera Mizaaj Hai Kya Karon Ke Hon Main Bahaar Ke Shehar Ka
Kissi Aur Dais Kii Oarr Ko Suna Hai Chala Gaya
Sabhi Dukh Samait Ke Shehar Ka Sabhi Qarz Utaar Ke Shehar Ka
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
wah kya baat hai kuch nazer hi nahi araha hai ![]()
khamoshi main hi sab keh diya ![]()
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
seems this poetry is banned in KSA.
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
"![]()
Re: Woh gaya toh saath hee ley gaya
Wo Gaya To Saath Hii Le Gya Sabhi Rang Utaar Ke Shehar Ka Koii Shakhs Tha Meray Shehar Mein Kisi Door Paar Ke Shehar Ka
Chalo Koii Dil To Udaas Tha, Chalo Koii Aankh To Num Rahii Chalo Koii Dar To Khula Raha Shab E Intezaar Ke Shehar Ka
Ye Jo Main Ne Tazza Ghazal Kahi, So Hai Nazr Ehal E Firaaq Kii Ke Na Mil Saka Koii Nama-Bar Mujhey Meray Yaar Ke Shehar Ka
So Matta E Jaan Ko Liye Hoye Palat Aaye Teray Garifta Dil Kisay Baichtay Ke Milla Nahien Koii Aitbaar Ke Shehar Ka
Meray Tarz E Naghma Saraaii Se Koii Baghbaan Bhi To Khush Nahi Yeh Mera Mizaaj Hai Kya Karon Ke Hon Main Bahaar Ke Shehar Ka
Kissi Aur Dais Kii Oarr Ko Suna Hai Chala Gaya Sabhi Dukh Samait Ke Shehar Ka Sabhi Qarz Utaar Ke Shehar Ka
Yeh Mera Mizaaj Hai Kya Karon Ke Hon Main Bahaar Ke Shehar Ka
mayoos shaier phir bhi nahi.....kiya baat hai....sab dil apnay zakham pay kha k bhi naghma sira hai...
sabhi qaraz utar k shehar ka......
faiz sb bhi yehi kehtay hain k
meray chararh gar ko naveed hoo, saf-e-dushmanaa'a ko khabar karoo
woo jo qaraz rakhtay thay jaan par woo hisab aaj chuka diya..