Woh duniya hai

**
Woh duniya hai jahan jannat ke nazarey baraste hain
Shafaq ki satah per aabaad khwaabon ke jazeeray hain

Sitaron ke samandar maahtabon ke jazeeray hain
Baharein manziron mein phool aur taarey barastey hain

Fiza hai mast mauj nikhat baad bahari sey
Aur is per terta phirta hon mein be-ikhtiyaari sey**

Beautiful....