Gadha
1
**Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
Hay mehrbaan kabhi naa aashnaaoun jaisa hay
Mizaaj iss ka ajab dhoop chaaoun jaisa hay
jo raat ho tau pekar shuaaoun jaisa hay
ghamoun kee dhoop agar ho tau chaaoun jaisa hay
baras rahaa hay magar tishnagi nahin bujhtee
main rah guzar hoon aur woh ghattaaoun jaisa hay
teray khiyaal say bacch kar bataa kahaan jaaoun?
yahaan sukoot bhee terii sadaaoun jaisa hay
Kamal main ussay kiss dil say bewafa keh doon?
Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
**... Hasan Akbar Kamal**
nahi, wo befawaa nahi hai, thande dimaagh se socho!
nikii
3
Hay mehrbaan kabhi naa aashnaaoun jaisa hay
Mizaaj iss ka ajab dhoop chaaoun jaisa hay
Kamal main ussay kiss dil say bewafa keh doon?
Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
bhut khoob gadha ji :k:
Re: Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
Zabardast :k:
Re: Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
buhat khoob :k:
Lamhay
6
Re: Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
[QUOTE]
*Originally posted by Gadha: *
**Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
Hay mehrbaan kabhi naa aashnaaoun jaisa hay
Mizaaj iss ka ajab dhoop chaaoun jaisa hay
jo raat ho tau pekar shuaaoun jaisa hay
ghamoun kee dhoop agar ho tau chaaoun jaisa hay
baras rahaa hay magar tishnagi nahin bujhtee
main rah guzar hoon aur woh ghattaaoun jaisa hay
teray khiyaal say bacch kar bataa kahaan jaaoun?
yahaan sukoot bhee terii sadaaoun jaisa hay
Kamal main ussay kiss dil say bewafa keh doon?
Woh bewafa tau nahin, bewafaaoun jaisa hay
**... Hasan Akbar Kamal**
[/QUOTE]
Hmmm Nice one gadhay ji!