Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

From a guys prospective :slight_smile:

Woh bhi phoolo mein thi, mein bhi phool mein tha
Farq itna tha ka woh doli mein thi aur mein janazey mein tha
Roye ge tere ghar wale bhi, roye ge mere ghar wale bhi
kandhe tujhe bhi mile ga, kandhe mujhe bhi mile ga
Farq itna rahe ga tu Qismat shuru kare gi
aur mein khatam karu ga
Woh bhi phoolo mein thi, mein bhi phool mein tha

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

haaaye haaye haaye........ bohat dukhi hai.....concept acha hai....

apni poetry tou nahi hai?

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

:teary1:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

nahi taara mayri nahi hay yah :)

aur sajal ap ko kia howa? :)

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

bechara bohat hi disheartened fella lagta hai - Attia yeh aap ka Knight in Flowery Armor to naheen? :D

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

^ abay rukhsarbibi jee. it is a poem from my dairy :blush:
which means they are all my collection.. i choose them from all over the places.. :blush:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

Rub da wastaa BB abhi to hum nay dunyaa main kuch bhi nahin deekha......Karee Koi Bharee Koi

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

kiya ho gaya kiyun janazoon ki baat karnay lag gaeen kiya dunyaa say dil bhar gaya hay

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

^ toba toba kaysay kaysa batain kar rahee ho :smack:
mayra dil kio barnay lagay ga..:smack:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

Haan Ji ab aap kahain gi k aap to abhi kaki hain na kuch deekha hi nahin hay…lekin hum aaj kal yahan buhat kuch hota deekh rahay hain BB …:wink:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

saroo if u are refering to someone then plz stop it there :slight_smile:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

Apologies…:frowning:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

kis baat ki apologise!!! tum jo bhee kaha sahi kaha hay saroo

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

Hey come on guys ................P K come on man

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

dafa ho tum sab… :bailan:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

Ufff itni dukh bhari daastan, kuch kafiyaat hi ajeeb si ho gai ye parh kar

Attia sab khair hay na...
Koi problem hay to bataoo...

We can farming frogs for u if u want...

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

kahan dafa hoon yahan khi main jagah naheen hay agar wahan hay to aajaatay hain wahan dafa honay jahan tum ho:)

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

abay yaar.. cant i post a sad poem :smack:
i am not in love shove so dont worry :snooty:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

kihna asan hay :slight_smile:
magar koi nahi karta :slight_smile:

Re: Woh bee pholo may ti may bee pholo may ta

tum ho hee itni scary…is liyay koi dafa honay bhee naheen aata tumharay paas:D