Bethai bethai ajj yun hi khiyal yai haam ko aya
Wo jo ik sapna haam nai mill kai deka tha koli ank sai
Wo jo ik manzil pai chalai thai ik saath haam
Wo jo rastai thai haamrai aik hi jesai
Wo saab kiya hwa?
Wo jo piyaar na mill saka, nafrat bhi kahan mili?
Kiya paya haam nai batla, koya to tum nai bhi kooch nahin
Phir yai adawat kesi, Phir yai shikwai kesai?
Haam jo kabhi manzil tumhari banai hi nahin to….
Yai rastai latain kesai tum ho hamari janab?
Tum jo muskuratai kabhi dek kai haam ko
Haam kion samjai thai kai WO chahat hai?
Na gila hai, na shiqwa hai, na shikayat tum sai
Na piyar hai, na muhabat hai, na chahat hai teri haam ko!
Haam hoosh rahain na rahian ayi sangdil, Tu ja kai tu AZAD hai!