Jahan pay Saher aa kay Toota jahan pay baat khatum hoee:teary1:
Jahan pay Chaand bhuj gaya jahan pay neend ur gayee
Jahan pay Aietbaar k mosum aik dum thatuk gay ![]()
Jahan pay Lufz k Dhaaray baysimut murr gay
Jahan Laruztee Palkoon say Aansoo ulujh gay ![]()
Jahan Dil mein Duur tuk Sa-ay uter gay
Jahan Ankhoon ki putle-on say Bisarut Juda hoee ![]()
Jahan Pa-on k chaloon nay ki Furyaad-e Maseehai
Jahan Ruk k Jazboon nay aik Gheri Saans lee ![]()
Jahan Uthee hoee Nigah Tahaiur tahr gayee
Jahan Dil ki Dhurkan nay Dobna chaha ![]()
Jahan Haath ki Lakeeron nay Cheekhna chaha
WO
Maqam-E Baywafai Tha…
*
**HeArT HaCKeR **
**
Jahan Haath ki Lakeeron nay Cheekhna chaha
WO Maqam-E Baywafai Tha**
Marvellous :k::k::k::k::k:
thanxxxxxxxx Alot ARIF BHAI ![]()
niceeee :k:
Abhi hum iss maqam say guzray to nahi ... aghar inti dhair sari cheezon nay aik saat hona howa ..... tu yeh humaray buss ki baat bhi nahi, anyways nice touch .. thanks for sharing
on a second thought
Acha hay keh humara dil nahi hay .. Warna aap ko to ** Hack ** karnay ki zehmat bhi nahi karni paRti, Autosend par as attachment aap ko mil jata. Allah maqam e shukar hay dil na hona bhi.
bohut khoob :k::k::k:
per ab itna mat roein.aane walae waqaat ke liye bhi to ansoo bacha kar rakhein:flower1:waqaat ka kia pata kuch bhi kar sakta hai.